Breaking

Tuesday 19 May 2020

Best power bank in India with specifications

Aaj kal ke humare daily life me power bank bahoot jaruri ho gaya hai, khas taur se tb jb hume kahi aana jana padta hai. Power bank ke sath hum mobile ka heavy use karte hain bina fikar ke.
Kuch popular aur budget powerbanks jo aajkal bahut demand me hain unki list puri specification ke sath di ja rahi hai.

Redmi

Redmi ke iss power bank me 20000mAh ki Li-Polymer Battery hai.
Isme dual input ports (micro USB+ USB type C) hain.
Dual output ports ke sath 18W fast charging.
Isme 12-layer ka circuit protection bhi hai.
Dimensions: 154 x 74 x 27 mm
Two-way quick charging time: Approx 6.7 hours (18W), Approx 10 hours (10W)
Warranty: 6 months
Price:  ₹ 1,499
Product Link: Click Here

Issey pehle bhi Mi ke 10000mAh aur 20000mAh ke power banks bhi kafi popular hain but Redmi ka ye nya power bank fast charging ki wajah se jyada demand me hai.

Syska

Syska ke iss power bank me 20000mAh ki Li-Polymer Battery hai.
Isme dual input ports (micro USB+ USB type C); Dual output ports bhi hain.
Dimensions: 163 x 88 x 23 mm, Weight: 446g
Warranty: 6 months
Price:  ₹ 1,149
Product Link: Click Here

realme

Realme ke iss power bank me 10000mAh ki Lithium-ion Polymer Battery hai.
Two-way 18W fast charging
Dual output - micro USB + USB type C
Isme 12-layer ka circuit protection bhi hai.
Dimensions: 150 x 70 x 12 mm
Warranty: 12 months
Price:  ₹ 1,299
Product Link: Click Here

Ambrane

Ambrane ke iss power bank me 20000mAh ki Polymer Battery hai.
Dual Input: micro USB + USB type C; Dual Output ports.
Isme 9-layer ka circuit protection bhi hai.
Dimensions: 160 x 71.5 x 25.2 mm
Warranty: 180 days
Price:  ₹ 1,299
Product Link: Click Here

iBall

iBall ke iss best seller power bank me 10000mAh ki battery hai.
Dual Input: micro USB + USB type C; Dual Output USB ports.
Intelligent safety multi-protection.
Dimensions: 138 x 70 x 16 mm; Weight: 218g
Price:  ₹ 399
Product Link: Click Here


Aisey hi aur achhe details aur comparisons ke liye baney rahiye Phonepur ke sath.

Unknown facts ke liye visit karein Factsaver

No comments:

Post a Comment