Infinix Hot 9 me 6.6-inches ka punch-hole display hai 720 x 1600 pixels resolution ke sath. Ye IPS panel hai jiska aspect ratio 20:9 aur screen-to-body ratio 90.5%. Display me Capacitive, Multi-touch, 2.5D curved glass screen bhi diya gaya hai.
Infinix Hot 9 me Quad camera setup hai jiska primary rear camera 13 MP aur secondary rear camera 2 MP(depth). Iske do aur lenses me, 2MP resolution ka macro lens aur ek low-light sensor unknown resolution ka hai. Ye Touch-to-focus, Phase Detection AF Autofocus technology ke sath aata hai. Iske rear camera Triple LED flash milata hai. Selfies lene ke liye isme 8 MP front camera.
Infinix Hot 9 me MediaTek Helio P22 chipset jo 8 Cores aur 2.3 GHz par kaam karta hai. Isme 4GB ka RAM aur 64GB ka internal storage capacity hai. Ye phone XOS 6.0 (Android 10) par chalata hai. Jiske external storage ko microSD card se badha bhi saktey hain.
Isme biometric security ke liye fingerprint sensor aur face unlock ki suvidha hai.
Infinix Hot 9 me 5000mAh ki battery milati hai jisey aap asani se din bhar use kar saktey hain.
Infinix Hot 9 smartphone ki price Rs 8,499 hai, jo 8th June se Flipkart par milega.
INFINIX HOT 9 PRO
Infinix Hot 9 Pro India me 4-colour variants Ocean Wave, Violet, Quetzal Cyan, and Midnight Black me Rs. 8,499 ka launch hua hai. Plastic material se baney iss phone ki thickness 8.7mm hai.
Infinix Hot 9 Pro me 6.6-inches ka punch-hole display hai 720 x 1600 pixels resolution ke sath. Ye IPS panel hai jiska aspect ratio 20:9 aur screen-to-body ratio 90.5%. Display me Capacitive, Multi-touch, 2.5D curved glass screen bhi diya gaya hai.
Infinix Hot 9 Pro me Quad camera setup hai jiska primary rear camera 48 MP (f/1.8) aur secondary rear camera 2 MP (depth). Iske do aur lenses me, 2MP resolution ka macro lens aur ek low-light sensor unknown resolution ka hai. Ye Touch-to-focus, Phase Detection AF Autofocus technology ke sath aata hai. Iske rear camera Triple LED flash milata hai. Selfies lene ke liye isme 8 MP front camera.
Infinix Hot 9 Pro me MediaTek Helio P22 chipset jo 8 Cores aur 2.0 GHz par kaam karta hai. Isme 4GB ka RAM aur 64GB ka internal storage capacity hai. Ye phone XOS 6.0 (Android 10) par chalata hai. Jiske external storage ko microSD card se badha bhi saktey hain.
Isme biometric security ke liye fingerprint sensor aur face unlock ki suvidha hai.
Infinix Hot 9 Pro me 5000mAh ki battery milati hai jisey aap 10W charger se full charge karke asani se din bhar use kar saktey hain.
Infinix Hot 9 Pro smartphone ki price Rs 9,499 hai, jo 5th June se Flipkart par milega.
Infinix Hot 9 Pro 6.6" IPS LCD 720x1600 MediaTek Helio P22 8MP/48+2+2+QVGA 5000mAh 10W LPDDR4-4GB 64GB MicroSD card Rear-mounted FP 3.5mm Android 10 XOS 6.0 Price: Rs. 9,499 | Infinix Hot 9 6.6" IPS LCD 720 x 1600 MediaTek Helio P22 8MP/13+2+2+QVGA 5000mAh 10W LPDDR4-4GB 64GB MicroSD card Rear-mounted FP 3.5mm Android 10 XOS 6.0 Price: Rs. 8,499 |
No comments:
Post a Comment